Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye KHwab mere kanch ke inko hai bikharna

Chhabi Saksena Sahai Saba

ye KHwab mere kanch ke inko hai bikharna

Chhabi Saksena Sahai Saba

MORE BYChhabi Saksena Sahai Saba

    ye ḳhvāb mire kāñch ke in ko hai bikharnā

    o jugnū mirī aañkh ke kuchh der chamaknā

    huuñ dhaar pe talvār zabt-e-fuġhāñ ġham

    mumkin na ho jo chīḳhnā to chhup ke sisaknā

    dil rāsta taktā hai bahut der se us

    ai dhaḌkano tum āñkhoñ ko hargiz na jhapaknā

    ye KHwab mere kanch ke in ko hai bikharna

    o jugnu meri aankh ke kuchh der chamakna

    hun dhaar pe talwar ki zabt-e-fughan ka gham

    mumkin na ho jo chiKHna to chhup ke sisakna

    dil rasta takta hai bahut der se us ka

    ai dhaDkano tum aankhon ko hargiz na jhapakna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now