Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kin hadon mein hamara dil-e-gharib aaya

Meer Naqi Ali Khan Saqib

ye kin hadon mein hamara dil-e-gharib aaya

Meer Naqi Ali Khan Saqib

MORE BYMeer Naqi Ali Khan Saqib

    ye kin hadoñ meñ hamārā dil-e-ġharīb aayā

    sahar chaap pe ḳhadsha huā raqīb aayā

    tamām umr meñ DhūñDā kiyā ujāloñ ko

    na terā dard bhaTak kar mire qarīb aayā

    hazār baar isī rāste se guzrā hai

    mirā vajūd jo ab kūcha-e-salīb aayā

    usī ke saath guzārī haiñ saiñkaḌoñ ghaḌiyāñ

    vo ek shaḳhs jo mujh tak bahut ajiib aayā

    ye kin hadon mein hamara dil-e-gharib aaya

    sahar ki chap pe KHadsha hua raqib aaya

    tamam umr mein DhunDa kiya ujalon ko

    na tera dard bhaTak kar mere qarib aaya

    hazar bar isi raste se guzra hai

    mera wajud jo ab kucha-e-salib aaya

    usi ke sath guzari hain sainkaDon ghaDiyan

    wo ek shaKHs jo mujh tak bahut ajib aaya

    Source:

    Dasht-e-Narsa (Pg. B-71 E-83)

    • Author: Meer Naqi Ali Khan Saqib
      • Edition: 1973
      • Publisher: Maktaba Sher-o-Hikmat, Hyderabad
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now