Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka hai

Syed Shakeel Desnavi

ye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka hai

Syed Shakeel Desnavi

MORE BYSyed Shakeel Desnavi

  ye shabnam phuul taare chāñdnī meñ aks kis hai

  sunahrī dhuup chhāñv raushnī meñ aks kis hai

  ye Dhaltī shaam ye qaus-e-quzah rañg-āmezī

  ye niile āsmāñ dilkashī meñ aks kis hai

  suhānī shab liye āġhosh meñ ḳhvāboñ pariyoñ ko

  chamakte din is afsūñ-garī meñ aks kis hai

  anā sar-kashī ummīd-e-armāñ ḳhvāb duniyā

  dhaḌakte dil fusūn-e-zindagī meñ aks kis hai

  ye 'sayyad' ḳhvāb se tarshe hue nāzuk hasīñ paikar

  nuqūsh-e-rashk-e-sehr-e-sāmrī meñ aks kis hai

  ye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka hai

  sunahri dhup chhanw raushni mein aks kis ka hai

  ye Dhalti sham ye qaus-e-quzah ki rang-amezi

  ye nile aasman ki dilkashi mein aks kis ka hai

  suhani shab liye aaghosh mein KHwabon ki pariyon ko

  chamakte din ki is afsun-gari mein aks kis ka hai

  ana ki sar-kashi ummid-e-arman KHwab ki duniya

  dhaDakte dil fusun-e-zindagi mein aks kis ka hai

  ye 'sayyad' KHwab se tarshe hue nazuk hasin paikar

  nuqush-e-rashk-e-sehr-e-samri mein aks kis ka hai

  Source :
  • Book : Ketni Haqeeqat Ketna Khwaab (Pg. 15)
  • Author : Sayed Shakeel Desnavi
  • Publication : Adshot Publications, (2005)
  • Edition : 2005

  Tagged Under

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now