Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye wadiyan ye fazaen bula rahi hain tumhein

Sahir Ludhianvi

ye wadiyan ye fazaen bula rahi hain tumhein

Sahir Ludhianvi

MORE BYSahir Ludhianvi

    ye vādiyāñ ye fazā.eñ bulā rahī haiñ tumheñ

    ḳhamoshiyoñ sadā.eñ bulā rahī haiñ tumheñ

    taras rahe haiñ javāñ phuul hoñT chhūne ko

    machal machal ke havā.eñ bulā rahī haiñ tumheñ

    tumhārī zulfoñ se ḳhushbū bhiik lene ko

    jhukī jhukī ghaTā.eñ bulā rahī haiñ tumheñ

    hasīn champa.ī pairoñ ko jab se dekhā hai

    nadī mast adā.eñ bulā rahī haiñ tumheñ

    mirā kahā na suno un baat to sun lo

    har ek dil duā.eñ bulā rahī haiñ tumheñ

    ye wadiyan ye fazaen bula rahi hain tumhein

    KHamoshiyon ki sadaen bula rahi hain tumhein

    taras rahe hain jawan phul honT chhune ko

    machal machal ke hawaen bula rahi hain tumhein

    tumhaari zulfon se KHushbu ki bhik lene ko

    jhuki jhuki si ghaTaen bula rahi hain tumhein

    hasin champai pairon ko jab se dekha hai

    nadi ki mast adaen bula rahi hain tumhein

    mera kaha na suno un ki baat to sun lo

    har ek dil ki duaen bula rahi hain tumhein

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Mohammad Rafi

    Mohammad Rafi

    Source:

    Kulliyat-e-Sahir Ludhianvi (Pg. 400)

    • Author: SAHIR LUDHIANVI
      • Publisher: Farid Book Depot (Pvt.) Ltd

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now