Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zabt se dil nazar rahta hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

zabt se dil nazar rahta hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

MORE BYMunshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

    zabt se dil nazār rahtā hai

    andarūnī buḳhār rahtā hai

    yuuñ to dil ko kabhī qarār na thā

    ab bahut be-qarār rahtā hai

    qat.a ummīd ho to sabr aa.e

    roz ik intizār rahtā hai

    māya-e-zindagī suḳhan hai 'nazar'

    sher yādgār rahtā hai

    zabt se dil nazar rahta hai

    andaruni buKHar rahta hai

    yun to dil ko kabhi qarar na tha

    ab bahut be-qarar rahta hai

    qata ummid ho to sabr aae

    roz ek intizar rahta hai

    maya-e-zindagi suKHan hai 'nazar'

    sher hi yaadgar rahta hai

    Source:

    Deewan-e-Sharf Mujaddidi (Pg. ebook-32 page-10)

    • Author: Abdul Qadir Mujaddidi
      • Edition: 1937
      • Publisher: Raees-ul-Matabe, Kanpur
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now