Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zaKHm kaise ye sil gae sare

Mohammad Zafar Siddiqui

zaKHm kaise ye sil gae sare

Mohammad Zafar Siddiqui

MORE BYMohammad Zafar Siddiqui

    zaḳhm kaise ye sil ga.e saare

    dekh kar dost hil ga.e saare

    merī bastī ke nek dil bachche

    gum-shuda the jo mil ga.e saare

    jo the murjhā.e kal talak chehre

    jāneñ kyoñ aaj khul ga.e saare

    bhāgne vaale dekh liije 'zafar'

    log miTTī meñ mil ga.e saare

    zaKHm kaise ye sil gae sare

    dekh kar dost hil gae sare

    meri basti ke nek dil bachche

    gum-shuda the jo mil gae sare

    jo the murjhae kal talak chehre

    jaanen kyon aaj khul gae sare

    bhagne wale dekh lije 'zafar'

    log miTTi mein mil gae sare

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

    Speak Now