Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zamana main banun tera zamana tu bane mera

Raghvendra Dwivedi

zamana main banun tera zamana tu bane mera

Raghvendra Dwivedi

MORE BYRaghvendra Dwivedi

    zamāna maiñ banūñ terā zamāna bane merā

    guzārā maiñ banūñ terā guzārā bane merā

    akelā safar meñ kab chalā hai duur tak koī

    sahārā maiñ banūñ terā sahārā bane merā

    nahīñ āsāñ binā patvār kashtī paar lag jaa.e

    kinārā maiñ banūñ terā kinārā bane merā

    chhiḌī hai jang zulmat se hameñ hai jītnā mil kar

    ujālā maiñ banūñ terā ujālā bane merā

    diloñ meñ jab udāsī ho basī ho raat āñkhoñ meñ

    saverā maiñ banūñ terā saverā bane merā

    zamana main banun tera zamana tu bane mera

    guzara main banun tera guzara tu bane mera

    akela hi safar mein kab chala hai dur tak koi

    sahaara main banun tera sahaara tu bane mera

    nahin aasan bina patwar kashti par lag jae

    kinara main banun tera kinara tu bane mera

    chhiDi hai jang zulmat se hamein hai jitna mil kar

    ujala main banun tera ujala tu bane mera

    dilon mein jab udasi ho basi ho raat aankhon mein

    sawera main banun tera sawera tu bane mera

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now