Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zehn par utre azabon ki qasam khate hain

Ameer Imam

zehn par utre azabon ki qasam khate hain

Ameer Imam

MORE BYAmeer Imam

    zehn par utre 'azāboñ qasam khāte haiñ

    ham haiñ maujūd kitāboñ qasam khāte haiñ

    vo haiñ sabza unheñ zebā hai qasam paanī

    ham to sahrā haiñ sarāboñ qasam khāte haiñ

    chāñd taare hoñ ki āñkhoñ meñ chamakte jugnū

    raat bhar bas tire ḳhvāboñ qasam khāte haiñ

    masjideñ dil azānoñ qasam khātī haiñ

    dil ke mai-ḳhāne sharāboñ qasam khāte haiñ

    ye alag baat ki ḳhāroñ se ghire haiñ lekin

    jab bhī khāte haiñ gulāboñ qasam khāte haiñ

    zehn par utre 'azabon ki qasam khate hain

    hum hain maujud kitabon ki qasam khate hain

    wo hain sabza unhen zeba hai qasam pani ki

    hum to sahra hain sarabon ki qasam khate hain

    chand tare hon ki aankhon mein chamakte jugnu

    raat bhar bas tere KHwabon ki qasam khate hain

    masjiden dil ki azanon ki qasam khati hain

    dil ke mai-KHane sharabon ki qasam khate hain

    ye alag baat ki KHaron se ghire hain lekin

    jab bhi khate hain gulabon ki qasam khate hain

    Source:

    Subh Bakhair Zindagi (Pg. 120)

    • Author: Ameer Imam
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2018
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now