Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zinda tamam shai hai bas pyar mar gaya hai

Mustafa Shabbir

zinda tamam shai hai bas pyar mar gaya hai

Mustafa Shabbir

MORE BYMustafa Shabbir

    zinda tamām shai hai bas pyaar mar gayā hai

    duniyā se shaḳhs jo thā bezār mar gayā hai

    tāzīm-e-shaiḳh koī kartā nahīñ miyāñ ab

    nazroñ meñ naujavāñ ghar-bār mar gayā hai

    is mausam-e-ḳhizāñ meñ havvā havā meñ dekho

    lagtā hai jaise koī gulzār mar gayā hai

    alfāz-e-bad-kalāmī be-ġhairatī bāteñ

    go mahfil-e-ravāñ me.amār mar gayā hai

    kuchh to ilaaj 'mūsā' DhūñD dard-o-ġham

    ġham baḌhte rahe haiñ ġham-ḳhvār mar gayā hai

    zinda tamam shai hai bas pyar mar gaya hai

    duniya se shaKHs jo tha bezar mar gaya hai

    tazim-e-shaiKH koi karta nahin miyan ab

    nazron mein naujawan ki ghar-bar mar gaya hai

    is mausam-e-KHizan mein hawwa hawa mein dekho

    lagta hai jaise koi gulzar mar gaya hai

    alfaz-e-bad-kalami be-ghairati ki baaten

    go mahfil-e-rawan ka meamar mar gaya hai

    kuchh to ilaj 'musa' tu DhunD dard-o-gham ka

    gham baDhte ja rahe hain gham-KHwar mar gaya hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now