Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi KHwab-o-haqiqat ka safar ho jaise

Kaneez Fatima Kiran

zindagi KHwab-o-haqiqat ka safar ho jaise

Kaneez Fatima Kiran

MORE BYKaneez Fatima Kiran

    zindagī ḳhvāb-o-haqīqat safar ho jaise

    kabhī sat-rang kabhī ḳhāk-basar ho jaise

    chāñd koī kiran shahr-badar ho jaise

    shab kabhī aur kabhī shab sahar ho jaise

    kis aamad hai ki taare hue raushan har

    kahkashāñ phailī hai yuuñ rāhguzar ho jaise

    chāñd ne kis ke liye bhejīñ rū-pahlī kirneñ

    chāñdnī chhiTkī hai dāmān-e-guhar ho jaise

    chappe chappe pe haiñ ḳhush-rang kañval mahke hue

    dil mirā aap yādoñ nagar ho jaise

    zindagi KHwab-o-haqiqat ka safar ho jaise

    kabhi sat-rang kabhi KHak-basar ho jaise

    chand ki koi kiran shahr-badar ho jaise

    shab kabhi aur kabhi shab ki sahar ho jaise

    kis ki aamad hai ki tare hue raushan har su

    kahkashan phaili hai yun rahguzar ho jaise

    chand ne kis ke liye bhejin ru-pahli kirnen

    chandni chhiTki hai daman-e-guhar ho jaise

    chappe chappe pe hain KHush-rang kanwal mahke hue

    dil mera aap ki yaadon ka nagar ho jaise

    Source:

    Zar-e-Gul (Pg. 112)

    • Author: Kaneez Fatima Kiran
      • Publisher: Barkat Press, Karachi
      • Year of Publication: 2007
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now