Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zulf-e-dilbar le gai dil ghat se

Ishq Aurangabadi

zulf-e-dilbar le gai dil ghat se

Ishq Aurangabadi

MORE BYIshq Aurangabadi

    zulf-e-dilbar le ga.ī dil ghaat se

    maiñ to be-dil ho rahā huuñ raat se

    ai dil-e-be-tāb iitā mat taḌap

    ba-tañg aayā hai tere saat se

    ab to ai abr-e-mizha khul shitāb

    bhiig ga.e ham ashk barsāt se

    rashk se mujh ashk-e-ḳhūñ ke dekh laal

    rañg mehñdī keñ na uḌ haat se

    sau halāvat dil mirā paatā hai ishq

    lab-shakar ek mīThī baat se

    zulf-e-dilbar le gai dil ghat se

    main to be-dil ho raha hun raat se

    ai dil-e-be-tab ita mat taDap

    ji ba-tang aaya hai tere sat se

    ab to ai abr-e-mizha khul ja shitab

    bhig gae hum ashk ki barsat se

    rashk se mujh ashk-e-KHun ke dekh lal

    rang mehndi ken na uD ja hat se

    sau halawat dil mera pata hai ishq

    lab-shakar ki ek miThi baat se

    Source:

    Deewan-e-Ishq(Rekhta Website) (Pg. 95)

      • Publisher: Idara-e-Adabiyat-e-Urdu, Hyderabad
      • Year of Publication: 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now