Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mire bhayyaa kaa jhuulaa hai haa-haa haa huu-huu huu

Mohammad Husain Azad

mire bhayyaa kaa jhuulaa hai haa-haa haa huu-huu huu

Mohammad Husain Azad

MORE BYMohammad Husain Azad

    mire bhayyaa kaa jhuulaa hai haa-haa haa huu-huu huu

    havaa kaa ye to gho.Daa hai haa-haa haa huu-huu huu

    ba.Dii tezii se jaataa hai ba.Dii tezii se aataa hai

    havaa se baate.n kartaa hai haa-haa haa huu-huu huu

    na is me.n bad-rikaabii hai na is me.n bad-lagaamii hai

    na khaataa ko.ii ko.Daa hai haa-haa haa huu-huu huu

    ye chaaro.n Doriyaa.n is kii agaa.Dii aur pachhaa.Dii hai.n

    havaa me.n is se laTkaa hai haa-haa haa huu-huu huu

    Source:

    Balak Loriyan (Pg. 13)

    • Author: Mohammad Husain Azad
      • Publisher: Taj Press, Hyderabad
      • Year of Publication: 1924

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now