dard ki lazzat
dard kī lazzat baañT rahe haiñ ḳhushiyoñ ke paimānoñ meñ
kitne dukhī insān haiñ ham ye koī nahīñ pahchāne hai
mulkoñ mulkoñ bastī bastī shor hamārī jur.at kā
bachcha-bachcha būḌhā-būḌhā tanz hamārā jaane hai
dard ki lazzat banT rahe hain KHushiyon ke paimanon mein
kitne dukhi insan hain hum ye koi nahin pahchane hai
mulkon mulkon basti basti shor hamari jurat ka
bachcha-bachcha buDha-buDha tanz hamara jaane hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.