Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

doctor biwi

Hammad Hasan

doctor biwi

Hammad Hasan

MORE BYHammad Hasan

    mujh ko hai dil āriza aur merī biivī doctor

    phir bhalā har maze chiiz mujh se na duur jaa.e kyuuñ

    lunch mirā hai ublī daal nāshta ek saada toast

    roast ḳhushbū phir bhalā naak meñ merī aa.e kyuuñ

    aslī ghī sūñgh saktā huuñ makkhan ko dekh saktā huuñ

    khāne aarzū magar nā-tavāñ dil meñ aa.e kyuuñ

    haal mirā na pūchhiye chaal mirī na dekhiye

    bas itnā mujh se pūchhiye kartā huuñ bye bye kyuuñ

    jiitī rahe ḳhudā kare jis ko mirā ḳhayāl hai

    soch rahā hoñ ye ash.ār zehn meñ mere aa.e kyuuñ

    is har ek baat maiñ chupke se maan letā huuñ

    jis ko ho jaan o dil aziiz us ke ḳhilāf jaa.e kyuuñ

    mujh ko hai dil ka aariza aur meri biwi doctor

    phir bhala har maze ki chiz mujh se na dur jae kyun

    lunch mera hai ubli dal nashta ek sada toast

    roast ki KHushbu phir bhala nak mein meri aae kyun

    asli ghi sungh sakta hun makkhan ko dekh sakta hun

    khane ki aarzu magar na-tawan dil mein aae kyun

    haal mera na puchhiye chaal meri na dekhiye

    bas itna mujh se puchhiye karta hun bye bye kyun

    jiti rahe KHuda kare jis ko mera KHayal hai

    soch raha hon ye ashaar zehn mein mere aae kyun

    is ki har ek baat main chupke se man leta hun

    jis ko ho jaan o dil aziz us ke KHilaf jae kyun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now