Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

idhar to naz-biradari jo pahle thi so ab bhi hai

Niaz Sawati

idhar to naz-biradari jo pahle thi so ab bhi hai

Niaz Sawati

MORE BYNiaz Sawati

    idhar to nāz-birādarī jo pahle thī so ab bhī hai

    udhar mahbūb inkārī jo pahle thī so ab bhī hai

    na.e yāroñ se bhī is shaḳhs sāhib-salāmat hai

    hamāre saath bhī yaarī jo pahle thī so ab bhī hai

    idhar to naz-biradari jo pahle thi so ab bhi hai

    udhar mahbub inkari jo pahle thi so ab bhi hai

    nae yaron se bhi is shaKHs ki sahib-salamat hai

    hamare sath bhi yari jo pahle thi so ab bhi hai

    Source:

    Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 150)

    • Author: Hassan Abbasi
      • Edition: 2004
      • Publisher: Nastaleeq Matbuaat
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now