Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kukDu-kun

Bazagh Bihari

kukDu-kun

Bazagh Bihari

MORE BYBazagh Bihari

    na ḳhauf-e-barq na ḳhauf-e-sharar lage hai hameñ

    adab ke idiot logoñ se Dar lage hai hameñ

    ab aadhī raat ko murġhā kare hai kukḌu-kūñ

    nizām-e-dahr zer-o-zabar lage hai hameñ

    uThāyā jis ne bhī juutā baḌhāyā sar ham ne

    qusūr-vār bas apnā sar lage hai hameñ

    bihār bamba.ī punjab up-o-bangāl

    har ek ilāqa ḳhāla ghar lage hai hameñ

    kabhī jalan hai kabhī Tiis hai kabhī dhaḌkan

    tumhārā dil bhī kirā.e ghar lage hai hameñ

    na KHauf-e-barq na KHauf-e-sharar lage hai hamein

    adab ke idiot logon se Dar lage hai hamein

    ab aadhi raat ko murgha kare hai kukDu-kun

    nizam-e-dahr hi zer-o-zabar lage hai hamein

    uThaya jis ne bhi juta baDhaya sar hum ne

    qusur-war bas apna hi sar lage hai hamein

    bihaar bambai punjab up-o-bangal

    har ek ilaqa hi KHala ka ghar lage hai hamein

    kabhi jalan hai kabhi Tis hai kabhi dhaDkan

    tumhaara dil bhi kirae ka ghar lage hai hamein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now