Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

udhaar

MORE BYSyed Zameer Jafri

    ye kaisī garmā-garmī chal rahī hai ahl-e-dānish meñ

    nizām-e-mamlikat kis ne bigāḌā hai sañvārā thā

    hamārā mulk agar qarze meñ jakḌā hai to kyā hairat

    hamāre mulk to ik vazīr-e-āzam udhārā thā

    ye kaisi garma-garmi chal rahi hai ahl-e-danish mein

    nizam-e-mamlikat kis ne bigaDa hai sanwara tha

    hamara mulk agar qarze mein jakDa hai to kya hairat

    hamare mulk ka to ek wazir-e-azam udhaara tha

    Source:

    sargoshiyan (Pg. 62)

    • Author: sayed Zameer jafary
      • Edition: 1998
      • Publisher: dost publications
      • Year of Publication: 1998
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now