dagh hun jalta hai dil be-taur ab
daaġh huuñ jaltā hai dil be-taur ab
dekhiye kyā gul khile hai aur ab
zaḳhm-e-dil ġhā.ir ho pahuñchā tā-jigar
tum lage karne hamārī ġhaur ab
sher paḌhte phirte haiñ sab 'mīr' ke
is qalam-rau meñ hai un kā daur ab
dagh hun jalta hai dil be-taur ab
dekhiye kya gul khile hai aur ab
zaKHm-e-dil ghair ho pahuncha ta-jigar
tum lage karne hamari ghaur ab
sher paDhte phirte hain sab 'mir' ke
is qalam-rau mein hai un ka daur ab
- Book : MIRIYAAT - Diwan No- 2, Ghazal No- 0769
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.