har subh-dam karun hun ilhah ba-inabat
har sub.h-dam karūñ huuñ ilhāh bā-inābat
to bhī mirī duā se miltī nahīñ ijābat
mat le hisāb-e-tāqat ai zo.af mujh se zālim
laa.eq nahīñ hai tere ye kaun sī hai bābat
kyā kyā likhā hai maiñ ne vo 'mīr' kyā kahegā
gum hove nāma-bar se yā-rab mirī kitābat
har subh-dam karun hun ilhah ba-inabat
to bhi meri dua se milti nahin ijabat
mat le hisab-e-taqat ai zoaf mujh se zalim
laeq nahin hai tere ye kaun si hai babat
kya kya likha hai main ne wo 'mir' kya kahega
gum howe nama-bar se ya-rab meri kitabat
- Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0187
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.