ishq ki hai bimari hum ko dil apna sab dard hua
ishq kī hai bīmārī ham ko dil apnā sab dard huā
rang-e-badan mayyat ke rangoñ jiite jī hī pe zard huā
tab bhī na sar khīñchā thā ham ne āḳhir mar kar ḳhaak hue
ab jo ġhubār-e-za.īf uThā thā pāmālī meñ gard huā
ishq ki hai bimari hum ko dil apna sab dard hua
rang-e-badan mayyat ke rangon jite ji hi pe zard hua
tab bhi na sar khincha tha hum ne aaKHir mar kar KHak hue
ab jo ghubar-e-zaif uTha tha pamali mein gard hua
- Book : MIRIYAAT - Diwan No- 4, Ghazal No- 1333
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.