Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab ki pahlu se yar uThta hai

Meer Taqi Meer

jab ki pahlu se yar uThta hai

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    jab ki pahlū se yaar uThtā hai

    dard be-iḳhtiyār uThtā hai

    ab talak bhī mazār-e-majnūñ se

    nā-tavāñ ik ġhubār uThtā hai

    hai bagūlā ġhubār kis 'mīr'

    ki jo ho be-qarār uThtā hai

    jab ki pahlu se yar uThta hai

    dard be-iKHtiyar uThta hai

    ab talak bhi mazar-e-majnun se

    na-tawan ek ghubar uThta hai

    hai bagula ghubar kis ka 'mir'

    ki jo ho be-qarar uThta hai

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0525
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now