na rah duniya mein dil-jami se ai insan jo dana hai
na rah duniyā meñ dil-jam.ī se ai insāñ jo daanā hai
safar kā bhī rahe ḳhatra ki is manzil se jaanā hai
chale aate the jo ānan-fa-ānan dekh hasrat ko
ve aañsū bhī lage āñkheñ churāne kyā zamāna hai
na rah duniya mein dil-jami se ai insan jo dana hai
safar ka bhi rahe KHatra ki is manzil se jaana hai
chale aate the jo aanan-fa-anan dekh hasrat ko
we aansu bhi lage aankhen churane kya zamana hai
- Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0620
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.