Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nai humse kuchh na us sitam-ijad se hua

Meer Taqi Meer

nai humse kuchh na us sitam-ijad se hua

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    nai ham se kuchh na us sitam-ījād se huā

    zulm-e-sarīh ishq imdād se huā

    shīrīñ husn aisā thā jo ḳhasta jaan deñ

    jo kuchh huā so ḳhvāhish-e-farhād se huā

    ḳhush-zamzama tuyūr hote haiñ 'mīr' asiir

    ham par sitam ye sub.h fariyād se huā

    nai hum se kuchh na us sitam-ijad se hua

    zulm-e-sarih ishq ki imdad se hua

    shirin ka husn aisa tha jo KHasta jaan den

    jo kuchh hua so KHwahish-e-farhad se hua

    KHush-zamzama tuyur hi hote hain 'mir' asir

    hum par sitam ye subh ki fariyaad se hua

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 4, Ghazal No- 1345
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now