uDa barg-e-gul ko dikhati hai wadi
uḌā barg-e-gul ko dikhātī hai vaadī
kaho kis tarah na.iiñ sabā chor baadī
maiñ labrez tujh naam se juuñ nagīñ thā
rahī lauh-e-turbat mirī kyūñke saadī
tire ġham meñ hai ziist aur maut yaksāñ
na marne kā mātam na jiine kī shādī
maiñ huuñ be-navā 'mīr' aisā ki shab ko
fuġhāñ se kahūñ Tuk khaḌe rahiyo haadī
uDa barg-e-gul ko dikhati hai wadi
kaho kis tarah nain saba chor baadi
main labrez tujh nam se jun nagin tha
rahi lauh-e-turbat meri kyunke sadi
tere gham mein hai zist aur maut yaksan
na marne ka matam na jine ki shadi
main hun be-nawa 'mir' aisa ki shab ko
fughan se kahun Tuk khaDe rahiyo hadi
- Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0630
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.