Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad-e-ayyam ki yan tark-e-shakebai tha

Meer Taqi Meer

yaad-e-ayyam ki yan tark-e-shakebai tha

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    yād-e-ayyām ki yaañ tark-e-shakebā.ī thā

    har galī shahr yaañ kūcha-e-rusvā.ī thā

    itnī guzrī jo tire hijr meñ so us ke sabab

    sabr marhūm ajab monis-e-tanhā.ī thā

    tere jalve magar thā sahr-e-gulshan meñ

    nargis ik dīda-e-hairān tamāshā.ī thā

    yahī zulfoñ tirī baat thī kākul

    'mīr' ko ḳhuub kiyā sair to saudā.ī thā

    yaad-e-ayyam ki yan tark-e-shakebai tha

    har gali shahr ki yan kucha-e-ruswai tha

    itni guzri jo tere hijr mein so us ke sabab

    sabr marhum ajab monis-e-tanhai tha

    tere jalwe ka magar ru tha sahr-e-gulshan mein

    nargis ek dida-e-hairan tamashai tha

    yahi zulfon ki teri baat thi ya kakul ki

    'mir' ko KHub kiya sair to saudai tha

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0053
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now