Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na kahin se dur hain manzilen na koi qarib ki baat hai

Munawwr Badayuni

na kahin se dur hain manzilen na koi qarib ki baat hai

Munawwr Badayuni

MORE BYMunawwr Badayuni

    na kahīñ se duur haiñ manzileñ na koī qarīb baat hai

    jise chāheñ us ko navāz deñ ye dar-e-habīb baat hai

    jise chāhā dar pe bulā liyā jise chāhā apnā banā liyā

    ye baḌe karam ke haiñ faisle ye baḌe nasīb baat hai

    vo ḳhudā nahīñ ba-ḳhudā nahīñ vo magar ḳhudā se judā nahīñ

    vo haiñ kyā magar vo haiñ kyā nahīñ ye muhib habīb baat hai

    vo machal ke raah meñ rah ga.ī ye taḌap ke dar se lipaT ga.ī

    vo kisī amiir aah thī ye kisī ġharīb baat hai

    tujhe ai 'munavvar'-e-be-navā dar-e-shah se chāhiye aur kyā

    jo nasīb ho kabhī sāmnā to baḌe nasīb baat hai

    na kahin se dur hain manzilen na koi qarib ki baat hai

    jise chahen us ko nawaz den ye dar-e-habib ki baat hai

    jise chaha dar pe bula liya jise chaha apna bana liya

    ye baDe karam ke hain faisle ye baDe nasib ki baat hai

    wo KHuda nahin ba-KHuda nahin wo magar KHuda se juda nahin

    wo hain kya magar wo hain kya nahin ye muhib habib ki baat hai

    wo machal ke rah mein rah gai ye taDap ke dar se lipaT gai

    wo kisi amir ki aah thi ye kisi gharib ki baat hai

    tujhe ai 'munawwar'-e-be-nawa dar-e-shah se chahiye aur kya

    jo nasib ho kabhi samna to baDe nasib ki baat hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Syed Nasir Jahan

    Syed Nasir Jahan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now