Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nam-e-mohamad salle-ala

Syed Sulaiman Nadvi

nam-e-mohamad salle-ala

Syed Sulaiman Nadvi

MORE BYSyed Sulaiman Nadvi

    nām-e-mohamād salle-alā

    nūr-e-mohammad salle-alā

    hadd-e-muaddad salle-alā

    qadd-e-mumaddad salle-alā

    rahmat-e-ālam salle-alā

    faḳhr-e-ādam salle-alā

    mursal-e-akram salle-alā

    ismak-e-ahmad salle-alā

    chehra-e-anvar shams-e-zuhā

    zulf-e-mo.ambar lail-e-sajā

    qalb-e-mutahhar ain-e-hudā

    zikr-e-mohammad salle-alā

    shāhid-e-ālam shāh-e-umam

    hādī-e-āzam sham-e-haram

    sāhab-e-lutf-o-jūd-o-karam

    haq se muayyad salle-alā

    nam-e-mohamad salle-ala

    nur-e-mohammad salle-ala

    hadd-e-muaddad salle-ala

    qadd-e-mumaddad salle-ala

    rahmat-e-alam salle-ala

    faKHr-e-adam salle-ala

    mursal-e-akram salle-ala

    ismak-e-ahmad salle-ala

    chehra-e-anwar shams-e-zuha

    zulf-e-moambar lail-e-saja

    qalb-e-mutahhar ain-e-huda

    zikr-e-mohammad salle-ala

    shahid-e-alam shah-e-umam

    hadi-e-azam sham-e-haram

    sahab-e-lutf-o-jud-o-karam

    haq se muayyad salle-ala

    Source:

    Armughan-e-Naat (Pg. 153)

      • Publisher: Maktaba Deen-o-Adab, Lucknow
      • Year of Publication: 1964
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now