nail art
tumhaarii shaadii par
jo nail art karaayaa thaa mai.n ne
aaj apne hii naaKHuno.n se
khurach khurach kar miTaayaa hai mai.n ne
ki tumhaare naam kaa to ko.ii
rang nahii.n cha.Dhaayaa thaa mai.n ne
bas tumhaarii KHushii me.n
KHush hone ke iz.haar vaaste
haraa gulaabii kaalaa samundarii saa
Dho.ng rachaayaa thaa mai.n ne
kyaa hai naa rang mohabbat ke na ho.n
to der tak Tikte nahii.n mujh me.n
aur girgiT-numaa vaqtii mu’aashqe
lahuu ho kar riste nahii.n mujh me.n
tumhaarii shaadii par
jo nail art karaayaa thaa mai.n ne
aaj apne hii naaKHuno.n se
khurach khurach kar miTaayaa hai mai.n ne
ki tumhaare naam kaa to ko.ii
rang nahii.n cha.Dhaayaa thaa mai.n ne
bas tumhaarii KHushii me.n
KHush hone ke iz.haar vaaste
haraa gulaabii kaalaa samundarii saa
Dho.ng rachaayaa thaa mai.n ne
kyaa hai naa rang mohabbat ke na ho.n
to der tak Tikte nahii.n mujh me.n
aur girgiT-numaa vaqtii mu’aashqe
lahuu ho kar riste nahii.n mujh me.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.