Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tasavvur

Bismil Arifi

tasavvur

Bismil Arifi

MORE BYBismil Arifi

    kam se kam

    mujh ko abhii

    itnii to aasaanii hai

    log kahte hai.n

    mohabbat nahii.n

    naadaanii hai

    mai.n to

    is baat pe KHush huu.n

    ki yahii kyaa kam hai

    naachtii gaatii

    dupaTTe ko

    u.Daatii hu.ii vo

    jab kabhii chaahuu.n

    tasavvur me.n

    chalii aatii hai

    kam se kam

    mujh ko abhii

    itnii to aasaanii hai

    log kahte hai.n

    mohabbat nahii.n

    naadaanii hai

    mai.n to

    is baat pe KHush huu.n

    ki yahii kyaa kam hai

    naachtii gaatii

    dupaTTe ko

    u.Daatii hu.ii vo

    jab kabhii chaahuu.n

    tasavvur me.n

    chalii aatii hai

    Source:

    Mere Tasawwur Mein Rang Bhar Do (Pg. 125)

    • Author: Bismil Arifi
      • Publisher: Bismil Arifi
      • Year of Publication: 2019
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now