Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

26 january

Moin Fayyazi

26 january

Moin Fayyazi

MORE BYMoin Fayyazi

    aaj chhabbīs hai

    january magar

    dil meñ tasvīr

    maazī mub.ham hai

    aaj ke vāste

    apne aslāf ne

    kitnī qurbāniyāñ

    thiiñ magar

    jin ko ham ne

    farāmosh kar diyā

    un ke ḳhvāboñ ko

    mismār kar diyā hai

    ab zarūrat hai

    is baat

    ḳhvāb bikhre jo haiñ

    un yak-jā.ī ho

    ik na.e hind

    phir se ta.amīr ho

    musāvāt sab muqaddar bane

    sab se insāf ho

    sub.h ujālā numūdār ho

    aaj chhabbis hai

    january ki magar

    dil mein taswir

    mazi ki mubham si hai

    aaj ke waste

    apne aslaf ne

    kitni qurbaniyan

    di thin magar

    jin ko hum ne

    faramosh sa kar diya

    un ke KHwabon ko

    mismar sa kar diya hai

    ab zarurat hai

    is baat ki

    KHwab bikhre jo hain

    un ki yak-jai ho

    ek nae hind ki

    phir se tamir ho

    musawat sab ka muqaddar bane

    sab se insaf ho

    subh ka ujala numudar ho

    Source:

    Sahar Se Pahle (Pg. 65)

    • Author: Moin Fayyazi
      • Publisher: Ejaz Printing Press, Hyderabad
      • Year of Publication: 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now