Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sharmili KHamoshi

Tarannum Riyaz

sharmili KHamoshi

Tarannum Riyaz

MORE BYTarannum Riyaz

    shaam sharmīlī chup ko

    ruuh meñ mahsūs karte

    kaam meñ masrūf haiñ ham dopahar se

    dil āñkheñ dekhtī haiñ gahrī gahrī sabz shāḳhoñ ko

    jo baiThī haiñ ḳhamoshī se

    kiye ḳham gardaneñ apnī

    kisī dulhan sūrat

    sar pe oḌhe āsmāñ surma.ī chunarī

    sitāre jis meñ Tāñke rahe haiñ

    ham apne is tasavvur par ḳhud muskā rahe haiñ

    sham ki sharmili chup ko

    ruh mein mahsus karte

    kaam mein masruf hain hum dopahar se

    dil ki aankhen dekhti hain gahri gahri sabz shaKHon ko

    jo baiThi hain KHamoshi se

    kiye KHam gardanen apni

    kisi dulhan ki surat

    sar pe oDhe aasman ki surmai chunari

    sitare jis mein Tanke ja rahe hain

    hum apne is tasawwur par KHud hi muska rahe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now