Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aagahi

MORE BYSahil Manakpuri

    kaun hai guzrā

    rāh-e-‘amal se

    bol rahe haiñ naqsh-e-qadam

    sahrā sahrā

    vaadī vaadī

    chīḳh rahe haiñ vahshī saa.e

    koī raahī

    pyaas maarā

    chhoḌ gayā hai

    naqsh-e-qadam

    āḌe-tirchhe

    tirchhe-āḌe

    kaun hai guzra

    rah-e-‘amal se

    bol rahe hain naqsh-e-qadam

    sahra sahra

    wadi wadi

    chiKH rahe hain wahshi sae

    koi rahi

    pyas ka mara

    chhoD gaya hai

    naqsh-e-qadam

    aaDe-tirchhe

    tirchhe-aDe

    Source:

    Shash-e-Jihat (Pg. 62)

    • Author: Sahil Manakpuri
      • Publisher: National Art Press, Allahabad
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now