Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĔhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaj phir

Aleena Itrat

aaj phir

Aleena Itrat

MORE BYAleena Itrat

    maiƱ aaj phir

    band palkoƱ ke us paar

    chāndnī ko sulagtā dekh rahī huuƱ

    merā jism barf kī mānind sard hai

    magar saaƱs aag barsā rahī hai

    aur shāyad

    barf hue jism meƱ

    jvālā-mukhī sulagtā rahegā

    hamesha

    main aaj phir

    band palkon ke us par

    chandni ko sulagta dekh rahi hun

    mera jism barf ki manind sard hai

    magar sans aag barsa rahi hai

    aur shayad

    barf hue jism mein

    jwala-mukhi sulagta rahega

    hamesha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

    Speak Now