Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaKHiri mulaqat

Faisal Hashmi

aaKHiri mulaqat

Faisal Hashmi

MORE BYFaisal Hashmi

    duur tak phaile hue ek ghane jañgal meñ

    do-shajar khīñch ke sāyoñ ko jahāñ milte haiñ

    is jagah dhuup bhī sūraj se milā kartī hai

    oḌh kar shaam phūloñ-bharī chādar aksar

    jaise do shaḳhs bichhaḌne ke liye milte haiñ

    dur tak phaile hue ek ghane jangal mein

    do-shajar khinch ke sayon ko jahan milte hain

    is jagah dhup bhi suraj se mila karti hai

    oDh kar sham ki phulon-bhari chadar aksar

    jaise do shaKHs bichhaDne ke liye milte hain

    Source :
    • Book : Kisi Hairan Saat Mein (Pg. 63)
    • Author : Faisal Hashmi
    • Publication : Kaghadhi Paerahen (2004)
    • Edition : 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now