Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aao meri saheli

Rafi Ahmad

aao meri saheli

Rafi Ahmad

MORE BYRafi Ahmad

    kis baat hai ġhussa

    kuchh to batāo qissa

    baiThī ho kyoñ akelī

    aao mirī sahelī

    bikhre ye baal kyoñ haiñ

    āñkheñ bhī laal kyoñ haiñ

    kyoñ ho banī pahelī

    aao mirī sahelī

    toffē tumheñ ḳhilā.uñ

    jhūlā tumheñ jhulā.ūñ

    chalnā mirī havelī

    aao mirī sahelī

    ab hañs bhī do zarā

    laa.e haiñ mere pyāre

    guḌiyā na.ī navelī

    aao mirī sahelī

    kis baat ka hai ghussa

    kuchh to batao qissa

    baiThi ho kyon akeli

    aao meri saheli

    bikhre ye baal kyon hain

    aankhen bhi lal kyon hain

    kyon ho bani paheli

    aao meri saheli

    toffee tumhein KHilaun

    jhula tumhein jhulaun

    chalna meri haweli

    aao meri saheli

    ab hans bhi do zara sa

    lae hain mere pyare

    guDiya nai naweli

    aao meri saheli

    Source:

    Nirali Duniya (Pg. 15)

      • Publisher: Tanveer Ahmad
      • Year of Publication: 2004

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now