aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aara-kash ne

Aftab Iqbal Shamim

aara-kash ne

Aftab Iqbal Shamim

MORE BYAftab Iqbal Shamim

    alif anā ko kaaT diyā

    apne saa.e par auñdhā girne vaalā

    maiñ thā lekin kyā kartā

    mere shahr saarī galiyāñ

    band bhī thiiñ mutavāzī bhī

    taḳhtiyāñ har darvāze par

    ek naam laTkī thiiñ

    maiñ kyā kartā

    shahr ke girdā-gird sadhā.e fatvoñ dīvāreñ thiiñ

    koh shamā.il dīvāreñ

    jin se bāhar sirf janāzoñ ke jaane rasta thā

    alif ana ko kaT diya

    apne sae par aundha girne wala

    main tha lekin kya karta

    mere shahr ki sari galiyan

    band bhi thin mutawazi bhi

    taKHtiyan har darwaze par

    ek hi nam ki laTki thin

    main kya karta

    shahr ke girda-gird sadhae fatwon ki diwaren thin

    koh shamail diwaren

    jin se bahar sirf janazon ke jaane ka rasta tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now