andaz ko samjha nahin
huā to ek behtar āġhāz
apne afsāne kā
par tum ne sochā achchhā zarīya hai
kuchh der bahlāne kā
kab muñh pher ke tum ban ga.e anjān
kab milā us behosh āġhāz ko
hosh kā anjām
merā dil aaj tak is baat ko
samjhā nahīñ
haañ shāyad tum ne mere pyaar ke
andāz ko samjhā nahīñ
hua to ek behtar aaghaz
apne afsane ka
par tum ne socha achchha zariya hai
kuchh der bahlane ka
kab munh pher ke tum ban gae anjaan
kab mila us behosh aaghaz ko
hosh ka anjam
mera dil aaj tak is baat ko
samjha nahin
han shayad tum ne mere pyar ke
andaz ko samjha nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.