andhera aur tanhai
añdherā jo hai mere chāroñ taraf
to kyā
maiñ isī ḳhauf se kāñptī huuñ
nahīñ
ye tanhā.ī hai ye to tanhā.ī hai
jabhī to
subuk chiir kar jis kā kambal
mohabbat bharī maañ kī āñkheñ
nigāhoñ ke rangīn-o-nāzuk shafaq
mujh pe barsā rahī haiñ
andhera jo hai mere chaaron taraf
to kya
main isi KHauf se kanpti hun
nahin
ye tanhai hai ye to tanhai hai
jabhi to
subuk chir kar jis ka kambal
mohabbat bhari man ki aankhen
nigahon ke rangin-o-nazuk shafaq
mujh pe barsa rahi hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.