Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne shahr ke liye dua

Muneer Niyazi

apne shahr ke liye dua

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    ai shahr-e-be-misāl tire bām-o-dar ḳhair

    ai husn-e-lā-zavāl tire bām-o-dar ḳhair

    dekhe haiñ ne duur bahut āsmān ke

    biite haiñ tujh pe ahd bahut imtihān ke

    ai qarya-e-jalāl tire bām-o-dar ḳhair

    ik dāstāñ hai saath tire rañg-o-nūr

    yādeñ haiñ tere saath bahut duur duur

    ḳhvāb-e-shab-e-jamāl tire bām-e-dar ḳhair

    tasḳhīr tujh ko kaun karegā jahān meñ

    hai ḳhudā aur us ke nabī amaan meñ

    lahore-e-pur-kamāl tire bām-o-dar ḳhair

    ai shahr-e-be-misal tere baam-o-dar ki KHair

    ai husn-e-la-zawal tere baam-o-dar ki KHair

    dekhe hain tu ne dur bahut aasman ke

    bite hain tujh pe ahd bahut imtihan ke

    ai qarya-e-jalal tere baam-o-dar ki KHair

    ek dastan hai sath tere rang-o-nur ki

    yaaden hain tere sath bahut dur dur ki

    KHwab-e-shab-e-jamal tere baam-e-dar ki KHair

    tasKHir tujh ko kaun karega jahan mein

    tu hai KHuda aur us ke nabi ki aman mein

    lahore-e-pur-kamal tere baam-o-dar ki KHair

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Tahira Syed

    Tahira Syed

    Source:

    Muntakhab Shahkar Nazmon Ka Album) (Pg. 233)

    • Author: Munavvar Jameel
      • Edition: 2000
      • Publisher: Haji Haneef Printer Lahore
      • Year of Publication: 2000
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now