Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bai aankh mein til wale ki zabani

Mohammad Alvi

bai aankh mein til wale ki zabani

Mohammad Alvi

MORE BYMohammad Alvi

    apne ḳhudā ko hāzir jaan ke

    maiñ jo kahūñgā sach kahūñgā

    sach ke 'alāva kuchh na kahūñgā

    mujh ko kuchh mā'lūm nahīñ hai

    bas itnā mā'lūm hai sāhib

    kamre meñ ik laash paḌī thī

    laash ke paas ik shaḳhs khaḌā thā

    us bā.īñ aañkh meñ til thā

    duudh se ujlā us dil thā

    sab kahte haiñ vo qātil thā

    apne KHuda ko hazir jaan ke

    main jo kahunga sach hi kahunga

    sach ke 'alawa kuchh na kahunga

    mujh ko kuchh ma'lum nahin hai

    bas itna ma'lum hai sahib

    kamre mein ek lash paDi thi

    lash ke pas ek shaKHs khaDa tha

    us ki bain aankh mein til tha

    dudh se ujla us ka dil tha

    sab kahte hain wo qatil tha

    Source :
    • Book : Lifaafe Mein Raushni (Pg. 161)
    • Author :Mohammad Alvi
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now