Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

basi rishte

Ashok Lal

basi rishte

Ashok Lal

MORE BYAshok Lal

    chalo mil-jul ke ham rishtoñ ke bāsī-pan hal socheñ

    achānak phir usī andāz se nazreñ milīñ apnī

    jab ham ne pahle pahle ek-dūje ko sarāhā thā

    sahm jaa.eñ ye apnī un tamannāoñ aahaT se

    dhaḌakte dil se jab ham ne koī sapnā sajāyā thā

    vo be-sāḳhta sādgī ke pal ji.eñ phir se

    vafā jafā zikr thā na naam rishtoñ

    mahak thī ik kashish thī ajnabī-pan fazāoñ meñ

    hare ik jhoñke meñ aatā thā koī paiġhām rishtoñ

    sabhī kuchh ham samajh baiTheñ haiñ aao ye bharam toḌeñ

    kisī kone meñ to hogā koī ehsās an-jānā

    adhūrā an-chuā an-sunā aur an-dekhā

    hamārī raah taktā hogā koī moḌ dīvāna

    chalo mil-jul ke ham rishtoñ ke bāsī-pan hal socheñ

    chalo mil-jul ke hum rishton ke basi-pan ka hal sochen

    achanak phir usi andaz se nazren milin apni

    jab hum ne pahle pahle ek-duje ko saraha tha

    sahm jaen ye apni un tamannaon ki aahaT se

    dhaDakte dil se jab hum ne koi sapna sajaya tha

    wo hi be-saKHta si sadgi ke pal jien phir se

    wafa ka ya jafa ka zikr tha na nam rishton ka

    mahak thi ek kashish thi ajnabi-pan ki fazaon mein

    hare ek jhonke mein aata tha koi paigham rishton ka

    sabhi kuchh hum samajh baiThen hain aao ye bharam toDen

    kisi kone mein to hoga koi ehsas an-jaana

    adhura an-chua sa an-suna sa aur an-dekha

    hamari rah takta hoga koi moD diwana

    chalo mil-jul ke hum rishton ke basi-pan ka hal sochen

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Ashok Lal

    Ashok Lal

    RECITATIONS

    Ashok Lal

    Ashok Lal,

    Ashok Lal

    basi rishte Ashok Lal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now