bachpan
bachpan ke dukh kitne achchhe hote the
tab to sirf khilaune TuuTÄ karte the
vo á¸ŗhushiyÄÃą bhÄĢ jaane kaisÄĢ á¸ŗhushiyÄÃą thiiÃą
titlÄĢ ke par noch ke nÄchÄ karte the
paaÃąv maar ke á¸ŗhud bÄrish ke paanÄĢ meÃą
apnÄĢ naav aap DuboyÄ karte the
chhoTe the to makr-o-fareb bhÄĢ chhoTe the
daana Daal ke chiá¸iyÄ paká¸Ä karte the
apne jal jaane kÄ bhÄĢ ehsÄs na thÄ
bhaá¸ke hue sho.aloÃą ko chheá¸Ä karte the
aaj bhÄĢ un kÄĢ yÄdeÃą niiÃąd uá¸ÄtÄĢ haiÃą
bachpan meÃą jo ham ne sapne dekhe the
ab to ek aaÃąsÅĢ rusvÄ kar jaatÄ hai
bachpan meÃą jÄĢ bhar ke royÄ karte the
bachpan ke dukh kitne achchhe hote the
tab to sirf khilaune TuTa karte the
wo KHushiyan bhi jaane kaisi KHushiyan thin
titli ke par noch ke nacha karte the
panw mar ke KHud barish ke pani mein
apni naw aap Duboya karte the
chhoTe the to makr-o-fareb bhi chhoTe the
dana Dal ke chiDiya pakDa karte the
apne jal jaane ka bhi ehsas na tha
bhaDke hue shoalon ko chheDa karte the
aaj bhi un ki yaaden nind uDati hain
bachpan mein jo hum ne sapne dekhe the
ab to ek aansu ruswa kar jata hai
bachpan mein ji bhar ke roya karte the
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.