aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bank

MORE BYHafiz Karnataki

    kuchh paisoñ ko joḌo ab

    s.b khātā kholo ab

    khātā bank meñ kholo tum

    bank ke saath ho lo tum

    bank meñ rakhnā hai daulat

    phir ho infāq niyyat

    bank meñ schemeñ haiñ ka.ī

    apnāo tum in ko bhī

    bachcho saving karnā tum

    pachhtāne se bachnā tum

    hāfiz bank ke saa.e tale

    des hamārā aage baḌhe

    kuchh paison ko joDo ab

    sb khata kholo ab

    khata bank mein kholo tum

    bank ke sath ho lo tum

    bank mein rakhna hai daulat

    phir ho infaq ki niyyat

    bank mein schemen hain kai

    apnao tum in ko bhi

    bachcho sawing karna tum

    pachhtane se bachna tum

    hafiz bank ke sae tale

    des hamara aage baDhe

    Source:

    Zamzame (Pg. 57)

    • Author: Amjad Hussain Hafiz Karnatki
      • Edition: 2005
      • Publisher: Fareed Book Depot (Pvt. Ltd)
      • Year of Publication: 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now