Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-misl ke nam

Fatima Mehru

be-misl ke nam

Fatima Mehru

MORE BYFatima Mehru

    vaqt tum par kyā asar

    ki tumhārī āñkheñ

    sāmrī kaTorā haiñ

    jin meñ pesh aane vaale vāqi.āt ubal paḌeñ

    zehn chādareñ tumhāre mood se badlī jaatī haiñ

    niyyat mausam yak-dam monāl raat ban jaatā hai

    sirf jab tumhārī baat bulb jale

    be-libās na phiro ki ret rang tum se jalne lage

    libās pahno ki chhatriyoñ qaus-e-quzah se dhuup muskurā uThe

    bārish bane rahnā ki daraḳht tum se parde zahmat na kareñ

    apne baal mat sañvārnā jañgaloñ meñ raat kāTnā kisī ko bahut pasand hai

    waqt ka tum par kya asar

    ki tumhaari aankhen

    samri ka kaTora hain

    jin mein pesh aane wale waqiat ubal paDen

    zehn ki chadaren tumhaare mood se badli jati hain

    niyyat ka mausam yak-dam monal ki raat ban jata hai

    sirf jab tumhaari baat ka bulb jale

    be-libas na phiro ki ret ka rang tum se jalne lage

    libas pahno ki chhatriyon ki qaus-e-quzah se dhup muskura uThe

    barish bane rahna ki daraKHt tum se parde ki zahmat na karen

    apne baal mat sanwarna jangalon mein raat kaTna kisi ko bahut pasand hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now