Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bebasi

Muneer Niyazi

bebasi

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    phuljhaḌī siskī gahrī raat meñ chhūTī nahīñ

    jū-e-ḳhūñ koh-e-siyah aañkh se phūTī nahīñ

    ḳhema-e-ġham tanāb-e-reshmīñ TuuTī nahīñ

    tīrgī ke rāhzan ne duḳht-e-raz luuTī nahīñ

    kashtī-e-dil bahr-e-ġham mauj meñ khete raho

    apne ḳhuuñ ke charāġhāñ ke maze lete raho

    umr-bhar shab ke añdhere ko sadā dete raho

    phuljhaDi siski ki gahri raat mein chhuTi nahin

    ju-e-KHun koh-e-siyah ki aankh se phuTi nahin

    KHema-e-gham ki tanab-e-reshmin TuTi nahin

    tirgi ke rahzan ne duKHt-e-raz luTi nahin

    kashti-e-dil bahr-e-gham ki mauj mein khete raho

    apne hi KHun ke charaghan ke maze lete raho

    umr-bhar shab ke andhere ko sada dete raho

    Source:

    Saveera (Pg. 345)

    • Author: Naziir Chaudhary
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now