Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bedari

Allama Iqbal

bedari

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    (Talim-o-Tarbiyat) (Zarb-e-Kalim)

    jis banda-e-haq-bīñ ḳhudī ho ga.ī bedār

    shamshīr mānind hai burinda-o-burrāq

    us nigah-e-shoḳh pe hotī hai numūdār

    har zarre meñ poshīda hai jo quvvat-e-ishrāq

    us mard-e-ḳhudā se koī nisbat nahīñ tujh ko

    banda-e-āfāq hai vo sāhib-e-āfāq

    tujh meñ abhī paidā nahīñ sāhil talab bhī

    vo pākī-e-fitrat se huā mahram-e-āmāq

    jis banda-e-haq-bin ki KHudi ho gai bedar

    shamshir ki manind hai burinda-o-burraq

    us ki nigah-e-shoKH pe hoti hai numudar

    har zarre mein poshida hai jo quwwat-e-ishraq

    us mard-e-KHuda se koi nisbat nahin tujh ko

    tu banda-e-afaq hai wo sahib-e-afaq

    tujh mein abhi paida nahin sahil ki talab bhi

    wo paki-e-fitrat se hua mahram-e-amaq

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now