Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bosa

MORE BYSalman Haider

    jhiil kināra

    habs meñ Duubī bojhal bhārī shaam

    tiin taraf jangal ḳhushbū

    chauthī khoñT tilism

    sāt-darā ik shahr ki jis meñ sadiyoñ būḌhe bhed

    pahle dar bhed huā ilhām abhī is pal meñ

    hāthoñ se tan Dhaktī mūrat meñ aadam jaayā

    bhī kuchh to bol tirā kyā naam

    abhī is pal meñ

    jhil kinara

    habs mein Dubi bojhal bhaari sham

    tin taraf jangal ki KHushbu

    chauthi khonT tilism

    sat-dara ek shahr ki jis mein sadiyon buDhe bhed

    pahle dar ka bhed hua ilham abhi is pal mein

    hathon se tan Dhakti murat mein aadam ka jaya

    tu bhi kuchh to bol tera kya nam

    abhi is pal mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now