Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard retili zaminon mein utar jaega

Khaleel Tanveer

dard retili zaminon mein utar jaega

Khaleel Tanveer

MORE BYKhaleel Tanveer

    aur jab ḳhud se bichhaḌne ghaḌī aa.egī

    aisā hogā ki har ik naqsh badal jā.egā

    phir lahū meñ koī tūfān nahīñ uTThegā

    dard retīlī zamīnoñ meñ utar jā.egā

    aur jab KHud se bichhaDne ki ghaDi aaegi

    aisa hoga ki har ek naqsh badal jaega

    phir lahu mein koi tufan nahin uTThega

    dard retili zaminon mein utar jaega

    Source:

    Gil-e-Lajvard (Pg. 61)

    • Author: Khaleel Tanveer
      • Edition: 2005
      • Publisher: Al-asr Publications, Ahmedabad
      • Year of Publication: 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now