Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ke shishe ke ghar hain

Salahuddin Mohammad

dil ke shishe ke ghar hain

Salahuddin Mohammad

MORE BYSalahuddin Mohammad

    Interesting Fact

    (Funun, Lahore, April, May 1973)

    dil shīshe ke ghar haiñ

    in ko mat Takrāo

    phir kuchh itne chuur mileñge

    chehre bhī āñkhoñ se ojhal hoñge

    behad duur mileñge

    zahrīlī tanhā.ī chāhat meñ utregī

    saut-o-sadā lahroñ meñ bhī

    mauj-e-talab

    ġhaar halākat meñ utregī

    dil shīshe ke ghar haiñ in ko mat Takrāo

    dil shishe ke ghar hain

    in ko mat Takrao

    phir kuchh itne chur milenge

    chehre bhi aankhon se ojhal honge

    behad dur milenge

    zahrili tanhai chahat mein utregi

    saut-o-sada ki lahron mein bhi

    mauj-e-talab ki

    ghaar halakat mein utregi

    dil shishe ke ghar hain in ko mat Takrao

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now