dudh ka khet tha
duudh kā khet thā
chāñdnī ke jazīroñ meñ bahtā huā
ek zarra kahīñ se bhaTaktā huā
ḳhvāb meñ jaise soyā humaktā huā
aa girā
aur phir kyā huā
duudh ke khet meñ aag sī lag ga.ī
chāñdnī par añdherā barasne lagā
dudh ka khet tha
chandni ke jaziron mein bahta hua
ek zarra kahin se bhaTakta hua
KHwab mein jaise soya humakta hua
aa gira
aur phir kya hua
dudh ke khet mein aag si lag gai
chandni par andhera barasne laga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.